Description:
Lyrics:
Thir thir thir thirke
Gagan chuye sar sar sar sar se
Parcham udde phar phar phar phar se
Aaye hai veer har ghar ghar ghar se
Shaheedon ka jashn hai jashn hai
Naman hai naman hai
Kabhi uthe kabhi gire
Jung mein hoke gumm
Rang mein jeet ke range hum tum
Tere aage har koi jhuka
Koi jhuka chola chola
Tere kadmon mein rakhun zara
Rakhun zara duniya duniya
Himmat ghairat
Dono aankhein hain shero ki
Aaja yodha
Rahe na nishani dushmano ki
Thir thir thir thirke
Gagan chuye sar sar sar sar se
Parcham udde phar phar phar phar se
Aaye hai veer har ghar ghar ghar se
Shaheedon ka jashn hai jashn hai
Naman hai naman hai
Kabhi uthe kabhi gire
Jung mein hoke gumm
Rang mein jeet ke range hum tum
Zara zara sa khumar hai
Sawaar hai jeet ke par pe
Kayi kayi khwahishein bhi hain
Junoon hai apne sir pe
Oh maati ko seenchun lahu se
Yeh swarg bachaun sabhu se
Par nashe mein jhoom ke deewana
Arre tujhe pukare haseena re
Maati ko seenchu lahu se
Yeh swarg bachaun sabhu se
Par nashe mein jhoom ke deewana
Arre tujhe pukare haseena re
Sundari teri nigahon ke vaar chale hain
Yahan wahan ghav lage
Bhare hain saare ghav tann pe jung ke
Mite nahi hai jo tune diye mann pe
Iska bhi hai nasha
Prem ras piye ja piye ja
Magar, dagmagana mat re
Kabhi, choothe na talwarein yeh
Nahi, sher mat rukna re
Khumar hai sawaar hai
Jeet ke par pe
Kayi kayi khwahishein bhi hain
Junoon hai apne sir pe
Iss dharti ka dekha tha sapna
Dushman ko kiya para para para
Humne maut ko bhi nachaya hai ho
Jiska sir jhuka maaf kiya
Jo khanjar taana saaf usse kiya kiya
Mud kar jo chala jaane diya re ho
Ho ho oh oh ho
Cholon ka yeh tareeqa hai
Iss par hi ab chalna hain
Dharti se leke to gagan tak
Iska hi bol bala hai
Thir thir thir thirke
Gagan chuye sar sar sar sar se
Parcham udde phar phar phar phar se
Aaye hai veer har ghar ghar ghar se
Iska bhi hai nasha
Prem ras piye ja piye ja
Magar, dagmagana maat re
Kabhi, choothe na talwarein yeh
Nahi, sher maat rukna re
0 Comments