Tere Bina Lyrics - Saaj Bhatt (2022)


 

Description:


Song: Tere Bina
Singer: Saaj Bhatt
Lyrics: Sunil Sirvaiya
Music: Gourov Dasgupta
Music Label: Hitz Music

Lyrics:


Bewaja zindagi hai meri

Tere bina

Hai khud se milon doori

Tere bina


Bheed mein bhi hoon tanha tanha

Tere bina

Marta hoon main lamha lamha

Tere bina


Tere bina jeena bhi kya yahan

Tere bina jaaun to main kahan

Tere bina jeena bhi kya yahan

Tere bina tere bina


Kehne ko to zinda hoon main

Lekin yeh sach to nahi

Dil ko teri zaroorat hai

Dhadkanon ki nahi


Dekh le kis tarah

Akela jee raha hoon yahan

Dard ke dhaagon se

Zakhmon ko see raha hoon yahan


Tere bina jeena bhi kya yahan

Tere bina jaaun to main kahan

Tere bina jeena bhi kya yahan

Tere bina tere bina


Bewaja zindagi hai meri

Tere bina

Hai khud se milon doori

Tere bina


Bheed mein bhi hoon tanha tanha

Tere bina

Marta hoon main lamha lamha

Tere bina


Tere bina jeena bhi kya yahan

Tere bina jaaun to main kahan

Tere bina jeena bhi kya yahan

Tere bina tere bina


Post a Comment

0 Comments