Zariya Tu Lyrics - Romy (2023)


 

Description:


Song: Zariya Tu
Singer: Romy
Lyrics: Sufi Khan
Music: Romy
Music Label: Times Music

Lyrics:


Yaar tu

Kyun ishq mein bezaar tu

Hai mera intezar tu

Hai darmiyan deewar kyun


Yaar tu

Kyun ishq mein bezaar tu

Hai mera intezar tu

Hai darmiyan deewar kyun


Karun tujhse main yeh kaise gila

Ishq mein main kaise jala

Tu yaar mujhmein aise mila

Jaise saagar mein dariya


Zariya tu zariya tu

Saanson ka zariya hai tu

Zariya tu zariya tu

Saanson ka zariya hai tu


Dekhe khwabon ka jaagi raaton ka

Kyun hai bhool baitha re hisaab tu

Zariya tu haan zariya tu

Saanson ka zariya hai tu


Meharma tu hai sukoon hai junoon

Dekhun main jidhar tu hi tu, tu hi tu

Meharma tu hai sukoon hai junoon

Dekhun main jidhar tu hi tu, tu hi tu


De gaya mujhe kaisa yeh rog tu

Aa doori mita

Teri raza kya hai bata

Dil na jala yaara


Karun tujhse main yeh kaise gila

Ishq mein main kaise jala

Tu yaar mujhmein aise mila

Jaise saagar mein dariya


Zariya tu zariya tu

Saanson ka zariya hai tu

Zariya tu zariya tu

Saanson ka zariya hai tu


Dekhe khwabon ka jaagi raaton ka

Kyun hai bhool baitha re hisaab tu

Zariya tu haan zariya tu

Saanson ka zariya hai tu




Post a Comment

0 Comments