Shama Jalaye Rakhna Lyrics - Bhupinder Singh, Mitali Singh - Aao Aise Mohabbat Karen (2013)

 Description:


Song: Shama Jalaye Rakhna
Album: Aao Aise Mohabbat Karen
Singer: Bhupinder Singh, Mitali Singh
Lyrics: Bhupinder Singh
Music: Bhupinder Singh
Music Label: Sa Re Ga Ma


Lyrics:


Shama Jalaye Rakhna Haaye
Shama Jalaye Rakhna
Jab Tak Ke Main Na Aaun
Jab Tak Ke Main Na Aaun
Khud Ko Bachaye Rakhna Haay
Khud Ko Bachaye Rakhna
Jab Tak Ke Main Na Aaun
Jab Tak Ke Main Na Aaun
Shama Jalaye Rakhna Haaye
Shama Jalaye Rakhna
Jab Tak Ke Main Na Aaun

Zinda Dilo Se Duniya
Zinda Sadaa Rahi Hain
Zinda Dilo Se Duniya
Zinda Sadaa Rahi Hain
Zinda Sadaa Rahi Hain
Mehfil Sazae Rakhna Haaye
Mehfil Sazae Rakhna
Jab Tak Ke Main Na Aaun
Jab Tak Ke Main Na Aaun

Yeh Waqt Imtihaan Hain
Sabro Qaraar Dil Ka
Yeh Waqt Imtihaan Hain
Sabro Qaraar Dil Ka
Sabro Qaraar Dil Ka
Aansu Chhupaye Rakhna Haaye
Aansu Chhupaye Rakhna
Jab Tak Ke Main Na Aaun
Jab Tak Ke Main Na Aaun

Hum Tum Milenge Aise
Jaise Judaah Nahi They
Hum Tum Milenge Aise
Jaise Judaah Nahi They
Jaise Judaah Nahi They
Saanse Bachaye Rakhna Haaye
Saanse Bachaye Rakhna
Jab Tak Ke Main Na Aaun
Jab Tak Ke Main Na Aaun
Shama Jalaye Rakhna
Jab Tak Ke Main Na Aaun
Jab Tak Ke Main Na Aaun
Khud Ko Bachaye Rakhna
Jab Tak Ke Main Na Aaun
Jab Tak Ke Main Na Aaun.


Post a Comment

0 Comments