Kabhi Toh Sun Lyrics - Fauzia Arshi - Hogaya Dimaagh Ka Dahi (2015)

 Description:


Song: Kabhi Toh Sun
Movie: Hogaya Dimaagh Ka Dahi
Singer: Fauzia Arshi
Lyrics: Ravi Chopra
Music: Fauzia Arshi
Music Label: Zee Music Company


Lyrics:


Kabhi To Sun Gaur Se
Teri Aawaz Hun
Mana Le Zara Pyaar Se
Zara Sa Naaraz Hun
Chhupa Le Khud Mein Mujhe
Main Tera Raaz Hun

Saya Hun Main Tera
Kab Tujh Se Dur Hun
Jab Se Mila Hai Tu
Tab Se Magroor Hun
Hai Tert Ishq Ki
Yeh Sab Nawazishe
Jitna Badanaam Hun
Jitna Mashoor Hun

Likha Jo Tere Ishq Ne
Main Wo Alfaaz Hun
Mana Le Zara Pyaar Se
Zara Sa Naaraz Hun
Kabhi To Sun Gaur Se
Teri Aawaz Hun
Mana Le Zara Pyaar Se
Zara Sa Naaraz Hun.

Post a Comment

0 Comments