Lafze Bayaan Lyrics - Mohammed Irfan, Shreya Ghoshal - Barkhaa (2015)

  Description:


Song: Lafze Bayaan
Movie: Barkhaa
Singer: Mohammed Irfan, Shreya Ghoshal
Lyrics: Sameer
Music: Amjad Nadeem
Music Label: Zee Music Company


Lyrics:


Kar Do Zara, Lafze Bayaan
Jo Sunna Chaahe Mera Mann
Haan..Haan..

Kar Do Zara, Lafz-E-Bayaan
Jo Sunna Chaahe Mera Mann

Main Jism Hoon, Tu Hai Meri Rooh
Main Jism Hoon, Tu Hai Meri Rooh
Tujhe Hoor Ki Khushamat Main Doon

Kar Do Zara, Lafze Bayaan
Jo Sunna Chaahe Mera Mann
Haan..Haan..

Likh Do Zara, Alf Naya
Panno’n Pe Dil Ke Sanam
Haan..Haan..

Main Khushk Zameen, Badal Hai Tu
Main Khushk Zameen, Badal Hai Tu
Mujhpe Baras Ja, Ijaazat Main Doon

Kar Do Zara, Lafze Bayaan
Jo Sunna Chaahe Mera Mann
Haan..Haan..

Keh Do Zara, Ye Jism-O-Jaan
Kar Doge Mujhpe Nazar
Hm..Aa..Haa

Mere Ishq Ki, Imtehaan Hai Tu
Mere Ishq Ki, Imtehaan Hai Tu
Baaki Main Tab Tak, Jab Tak Hai Tu

Haa..
Kar Do Zara, Hai Ye..
Mera Mann..

Post a Comment

0 Comments