Yaad Na Aana Lyrics - Yash Narvekar, Akasa (2021)

 Description:


Song: Yaad Na Aana
Singer: Yash Narvekar, Akasa
Lyrics: Yash Narvekar
Music: Redmojo, ysoblue
Music Label: Sony Music India

Lyrics: 


Tere bina kabhi shaamein bhi ho meri

Yeh socha na tha

Tanhayi se meri yun hogi dosti

Yeh socha na tha


Ke aise hi zindagi kat jaane de tu meri

Na mile na sahi

Tujhse doori meri lagti hai mujhko sahi

Baat yeh maan le tu meri


Ke yaad na aana tu kabhi

Na aana tu kabhi, yaad na aana, woh

Ke yaad na aana tu kabhi

Na aana tu kabhi, yaad na aana, woh


Tum bhi kabhi to kuch der hi par

Yaad karke mujhko sochte zaroor hoge

Darmiyan humare galtiyan thi kitni

Ginte ginte raatein kaat'te zaroor hoge


Jaane do jo hua mil jaayega phir koyi

Yun guzar jaayegi zindagi

Tujhse doori meri lagti hai mujhko sahi

Baat ab yeh maan le tu meri


Ke yaad na aana tu kabhi

Na aana tu kabhi, yaad na aana, woh

Ke yaad na aana tu kabhi

Na aana tu kabhi, yaad na aana, woh


Post a Comment

0 Comments