Star Hai Tu Lyrics - Himani Kapoor, Siddharth Mahadevan, Divya Kumar - Toofaan (2021)

 Description:


Song: Star Hai Tu
Movie: Toofaan
Singer: Himani Kapoor, Siddharth Mahadevan, Divya Kumar
Lyrics: Javed Akhtar
Music: Shankar Ehsaan Loy
Music Label: Zee Music Company

Lyrics: 


Ho mere yaar ka photo

Chhapa jo ek paper mein hai

To halchal dekho

Saare mohalle bhar main hai


Arre apna beedu aisa jo star bana

To dhoom dham se jasan tu mere yaar mana

Oh begani shadi mein abdulla deewana

Usko to jab dekho karta hai koi hungama


Begani shadi mein abdulla deewana

Usko to jab dekho karta hai koi hungama


Iss baat ko leke

Tu kyun karta hai batangad re


Star hai tu, dildar hai tu

Ho mera yaar hai tu

Mat kar ye gadbad re


Star hai tu, dildar hai tu

Ho mera yaar hai tu

Mat kar ye gadbad re

 

Begani shadi mein abdulla deewana

Usko to jab dekho karta hai koi hungama

Begani shadi mein abdulla deewana

Usko to jab dekho karta hai koi hungama


Mere ko tha pata tujhme hai koi baat

Tere sang selfie lun jara haath mein dede haath

Yaar ki selfie to apne dil mein rehti yaar

Dosti apni hai bhali baaki sab bekar


Begani shadi mein abdulla deewana

Pagal kyun hum hai yun ab to hai tune jana


Is baat ko leke tu kyun

Karta hai batangad re


Oh dhadkan mein koi taal hai

Saans mein koi geet

Jeet jo tum mujhko laga

Main bhi gayi hoon jeet


Hoye duniya se hatke

Hum tum jo bhatke

To seekhe khatke

Aur ban gaya dhakad re


Begani shadi mein abdulla deewana

Usko to jab dekho karta hai koi hungama

Begani shadi mein abdulla deewana

Usko to jab dekho karta hai koi hungama


Ho begani shadi mein abdulla deewana



Post a Comment

0 Comments