Ishq Saaf Lyrics - Meet Bros, Kumar Sanu, Payal Dev (2021)

 Description:


Song: Ishq Saaf
Singer: Meet Bros, Kumar Sanu, Payal Dev
Lyrics: Shabbir Ahmed
Music: Meet Bros
Music Label: MB Music

Lyrics:


Aankhein tere chehre se

Na kabhi hate

Aakhir tu bata de

Ye dil kya kare


Aankhein tere chehre se

Na kabhi hate

Aakhir tu bata de

Ye dil kya kare


Tere ishare bin bole

Ishq karte hain bayaan

Tere hawale kar diya hai

Zindagi yeh javeda


Ishq saaf aaine ki tarah

Dikh raha hai teri aankhon mein

Ho, ishq saaf aaine ki tarah

Dikh raha hai teri aankhon mein


Tere ishare bin bole

Ishq karte hain bayaan

Tere hawale kar diya hai

Zindagi yeh javeda


Ishq saaf aaine ki tarah

Dikh raha hai teri aankhon mein

Ho, ishq saaf aaine ki tarah

Dikh raha hai teri aankhon mein


Tanha rahun toh logo ki nazrein

Meri nazron mein tujhe dhundhti hain

Pyar ki pehli pehli baarish

Chehre pe aisa asar chhodti hai


Tu iss tarah se ban gayi hai

Inn labon ki ik dua

Tere hawale kar diya hai

Zindagi ye javeda


Ishq saaf aaine ki tarah

Dikh raha hai teri aankhon mein

Ho, ishq saaf aaine ki tarah

Dikh raha hai teri aankhon mein

Post a Comment

0 Comments