Bachpan Ka Pyaar Lyrics - Sahdev Dirdo, Badshah, Aastha Gill, Rico (2021)

 Description:


Song: Bachpan Ka Pyaar
Singer: Sahdev Dirdo, Badshah, Aastha Gill, Rico
Lyrics: Badshah
Music: Hiten
Music Label: Badshah

Lyrics:


Jaane meri jaaneman

Bachpan ka pyaar mera bhul nahi jaana re

Jaisa mera pyar ae

Jaan tujhe kiya ae

Bachpan ka pyaar mera bhul nahi jaana re


Jaane meri jaaneman

Bachpan ka pyaar mera bhul nahi jaana re

Jaisa mera pyar ae

Jaan tujhe kiya ae

Bachpan ka pyaar mera bhul nahi jaana re


I gave my love to you

Cos' you are one of a kind girl

Always on my mind girl

I don’t know what to do


Haan chehre se tere

Jaane na dun hassi

Aur Aankhon se teri aansu na aane doon


Mujhko bata mere bina tu kya karegi

Kiski bahon mein jaake aanhein tu bharegi

Mujhko fikar nahi yeh duniya kya kahegi

Tu hi thi, tu hi hai, tu hi rahegi


Jaane meri jaaneman

Bachpan ka pyaar mera bhul nahi jaana re

Jaisa mera pyar ae

Jaan tujhe kiya ae

Bachpan ka pyaar mera bhul nahi jaana re


Tere aashiq ke dil se koi dil sacha nahi

Hume for granted lena bilkul bhi acha nahi

Galti se bhi kho baitha tujhko to mar jaunga

Pyar mera bachon wala hai par main bacha nahi


Ek ek waada jo kiya main woh nibhaungi

Chhod ke tujhko kabhi kahin nahi jaungi

Tu soch bhi nahi sakta jo main woh kar jaungi

Door huyi tujhse to main bhi mar jaungi


Jaane meri jaaneman

Bachpan ka pyaar mera 

Door huyi tujhse to main bhi mar jaungi

Jaan tujhe kiya ae

Bachpan ka pyaar mera bhul nahi jaana re


Jaane meri jaaneman

Bachpan ka pyaar mera bhul nahi jaana re

Jaisa mera pyar ae

Jaan tujhe kiya ae

Bachpan ka pyaar mera bhul nahi jaana re

Post a Comment

0 Comments