Kahani Lyrics - Mamta Singh (2021)

 Description:


Song: Kahani
Singer: Mamta Singh
Lyrics: Amita Gothwal
Music: A-OK Studios
Music Label: Net Pix Raw Music

Lyrics:


Khayal tera jo dil se gaya

Na khud pe mera koi zor raha

Hua yeh asar tera mujh par

Sadayein uthe na shor raha


Kahani jo teri meri bani, hai bani

Kahani woh bani teri meri

Kahani jo teri meri bani, hai bani

Kahani woh bani teri meri


Khula aasma dhula sa jahan

Lage sab kuch naya sa yahan

Tere pairon ke nishan hain kahan

Kadam unpe rakhun main wahan


Bawaal kare kyun man yeh mera

Toofan bhi jo teri aur chala 


Kahani jo teri meri bani, hain bani

Kahani woh bani teri meri

Kahani jo teri meri bani, hain bani

Kahani woh bani teri meri


Sawal mera jo tujhse kiya

Jawab tera kuch aur raha

Nigahein mili nigahon se

Woh mere safar ka mod raha


Kahani jo teri meri bani, hain bani

Kahani woh bani teri meri

Kahani jo teri meri bani, hain bani

Kahani woh bani teri meri

Post a Comment

0 Comments