Baaraat Lyrics - Ritviz, Nucleya - Baaraat (2021)

 Description:


Song: Baaraat
Album: Baaraat
Singer: Ritviz, Nucleya
Lyrics: Anvita Bharti, Ritviz
Music: Ritviz, Nucleya
Music Label: Ritviz

Lyrics:


Ab tohre aas paas aa rahi baaraat

Kar na inkaar baar baar de na saath


Oye oye oh jo gaaye dil mera

Par tum sun na paaye humri baat

Oye oye oh churake dil tera

Hum door bhaage tere bina


Kaahe humse naraaz rehna

Sajayein hum teri baaraat hai na

Savere din raat na paye chaina

Sun le na


Tumhe chaah kar bhi na chahein

Kare jo mannmaani yeh mann na maane

Mili jo yeh jo yaadein mil ke ab baatein

Tere naam


Soona safar par prem nagar hai

Mil payenge kya hum tumse

Jo raat beeti subah to aayi na


Choti umar par badi nazar hai

Mil jayenge hi hum tumse

Chhupa chhupai nazar tu aayi na


Ab tohre aas paas aa rahi baaraat

Kar na inkaar baar baar de na saath

Ab tohre aas paas aa rahi baaraat

Kar na inkaar baar baar de na saath


Oye oye oh jo gaaye dil mera

Par tum sun na paaye humri baat

Oye oye oh churake dil tera

Hum door bhaage tere bina


Kaahe humse naraaz rehna

Sajayein hum teri baaraat hai na

Savere din raat na paaye chaina

Sun le na


Tumhe chaah kar bhi na chahein

Kare jo mannmaani yeh mann na maane

Mili jo yeh jo yaadein mil ke ab baatein

Tere naam


Soona safar par prem nagar hai

Mil payenge kya hum tumse

Jo raat beeti subah to aayi na


Choti umar par badi nazar hai

Mil jayenge hi hum tumse

Chhupa chhupai nazar tu aayi na


Ab tohre aas paas aa rahi baaraat

Kar na inkaar baar baar de na saath

Ab tohre aas paas aa rahi baaraat

Kar na inkaar baar baar de na saath


Ab tohre aas paas aa rahi baaraat

Kar na inkaar baar baar de na saath

Ab tohre aas paas aa rahi baaraat

Kar na inkaar baar baar de na saath

Post a Comment

0 Comments