Description:
Music Label: Rcr Rapstar
Lyrics:
Main jaanta hoon tere dil ki dabi khawahishein
Maine hoti dekhi khariz teri farmaishein
Dil mein dardo ka ghar lekar chalti rahi
Chhav deke tune apni khud jalti rahi
Kya hua dardo sang
Ho gaye hain aaj phere
Kyun akeli khud ko samjhe
Main hoon na sath tere
Main hoon na saath tere
Main hoon na saath tere
Kyun akeli khud ko samjhe
Main hoon na sath tere
Tujhe dikhe uska cleavage
Tujhe dikhe uska dil na
Tune zakhm dena sikha bas
Nahi sikha usse silna
Tumhe dikhe uski arrogance
Tumhe dikhe uska dard nai
Tu sona chaahe uske saath
Par uska humdard nai
Wo roti hai tanha raaton mein
Koi na uske paas hai
Jo sabko rakhti khush
Yahan par koi na uska khaas hai
Har baat pe sikha jisne karna sacrifice
250 ki chappal mein khush
Na maanga Adidas hai
Papa ki pariyon ki pariyon se uchi kahani hai
Poori karke chhodi jo bhi baat inhone thani hai
Marry Kom, Kalpana Chawla, Mother Teresa
Jo lad gayi hazaron se wo Jhasi wali rani hai
Tum bolne mein maahir ho
Wo na jaane kya kya jheli hai
Wo baahar se toh khush par
Abhi andar se akeli hai
Dil mein dardo ka ghar lekar chalti rahi
Chhav deke tune apni khud jalti rahi
Kya hua dardo sang
Ho gaye hain aaj phere
Kyun akeli khud ko samjhe
Main hoon na sath tere
Main hoon na saath tere
Main hoon na saath tere
Kyun akeli khud ko samjhe
Main hoon na sath tere
Koi khele tere dil se
Kisi ko ye haq nahi
Jo kare teri izzat na
Kabhi dena unhe fu*k nahi
Galti tere bande ki
Aur sikha tune sehna
Chup nahi rehte har baar
Bass itna tumse kehna
Kisi se bhi pyar kar teri marzi hai
Par jo s*x ke liye love you bole
Unse door rehna
Lapte seki taano ki
Ab aur na jalna hai
Chamak teri sooraj si
Tera sooraj na dhalna hai
Janam dene wali kam
Ho hi nahi sakti
Aansu pochh aage badh
Milon tujhe chalna hai
Tere kaaton ke raaste pe
Tere saath chaahu ghumna
Mujhe honth tere chumne nahi
Chaahu dard tera chumna
Dil mein dardo ka ghar lekar chalti rahi
Chhav deke tune apni, khud jalti rahi
Kya hua dardo sang
Ho gaye hain aaj phere
Kyun akeli khud ko samjhe
Main hoon na sath tere
Main hoon na saath tere
Main hoon na saath tere
Kyun akeli khud ko samjhe
Main hoon na sath tere
Bahut ghont liya khudka gala
Ab jeena hoga
Haunslon ke dhaagon se
Zakhmon ko seena hoga
Mar jaana magar haar na maan'na
Zindagi zeher hai
Toh zeher bhi peena hoga
Zeher bhi peena hoga
0 Comments