Humsafar Lyrics - Suyyash Rai (2021)

 Description:


Song: Humsafar
Singer: Suyyash Rai
Lyrics: Dhruv Yogi
Music: Viplove Rajdeo
Music Label: Indie Music Label

Lyrics:


Main yahan tu wahan

Kehne ko kuch bhi na

Ab raha, ab raha


Tere mere darmiya

Pyar ki woh garmiya

Ab kahan, ab kahan


Gham hain mukammal se hain

Adhure se jyada hain

Aadha mere paas dil

Tere paas aadha hai


Kehne ko humsafar hain

Bas kehne ko humsafar hain

Par hain juda, hain juda


Kehne ko humsafar hain

Bas kehne ko humsafar hain

Par hain juda, hain juda


Ishq hai tere milne ki khushi

Tujhe khone ka dar bhi ishq hai

Tere ishq mein rehta hoon main

Mera naam pata aur ghar bhi ishq hai


Hai ek pal mein mohabbat

Nafarat hai pal dusare

Baibas kabhi to kabhi hai

Tujhse sabhi aasare


Kya jitne bhi gham bane the

Sab ke liye hum bane the

Kadmon ki hai doori magar

Kyun badla mera rehguzar


Kahne ko humsafar hain

Bas kahne ko humsafar hain

Par hain juda, hain juda


Bas kahne ko humsafar hain

Haan kahne ko humsafar hain

Par hain juda, hain juda

Post a Comment

0 Comments