Raja Lyrics - Hellac, Emiway Bantai (2021)

 Description:


Song: Raja
Singer: Hellac, Emiway Bantai
Lyrics: Hellac, Emiway Bantai
Music: Madhur Shinde
Music Label: Emiway Bantai

Lyrics:


Hellac, boy

Malum hai na

Sun

Haan, haan


Baate batake watake bata doon

Lagake fatake main munh pe dekh

Chupke se aake machake sunake

Ilaake mein mere tu aake to dekh


Dekh yeh laali si aankhein hum joint bajake

Aur beat lagake hum verse machate

Hum verse pe jaate to bhand ho jaate

Hum gandh machate


Gandh machate par sab se sunate

Iss ilaako ki bheed mein ghum ho jaate

Milate hum haath kar jaate hain dosti

Dost hi ban jaata problem roz ki


Khoj ki maine hip-hop kya cheez

Lagi lajeez tab karta on streets

Jo the kareeb saath deta na koi

Hum hain gareeb saath deta na koi


Fu*k deta na koi par maanga kidhar

Jo baap se uljha to beta sudhar

Tu hype ke maare ab rehta kidhar

Tu rehta udhar nahi mere idhar aah

Neeche


Jis gully ka sher tu banta

Main wahan ka raja

Dheet sa yeh ladka

Na hai sunta bas naacha


Kaisi chu*iya shakal leke rap karne aaya

Dekh jhoote waade deke usko fasaya

Bhadkaya unhone tabhi hoon machaya

Main laya naya kuch aur sabko sunaya


Phir aaya raja aaja sabko bata de

Aati sharam to munh kaala karwale

Marwaale tu apni phir mujh tak na aana

Rehna thoda door na mastak mein jaana


Kya sahi kya galat na maine jaana

Aafat hi kar do main tha bachkana

Samjhana tha tumko na tumne samjhaya

Ab laut ke dekho phir ye raja aaya, booom

Bombay


De calter se alter de kattar se shot

De calter se alter de kattar se shot

Sikander jab bandar to pantar ki maut

Sikander jab bandar to pantar ki maut


De calter se alter de kattar se shot

Sikander jab bandar to pantar ki maut

Jab aata na jhaanta to phaate pe maar le dekh

Phatak ke baaju mein chingum jalarele


Chillam chaali kare public jab naake pe

Naake se utarte rehte phir ghate mein

Aade mein leke tu baate samjha

Kulsiwadi ki public hai sabko bata de

Mera flow joy deta dekh sabko nachata

Tu lele maza aur phir aage badha

Aage badha

Aage badha


Jis gully ka sher tu banta

Main wahan ka raja

Dheet sa yeh ladka

Na hai sunta bas naacha


Haan, bajela mumbai ka dhol

To dikhana padega apna bhi role

Hai yeh mera zone utha beta phone

Ghuma jaake call hai apanich don

Tu hai beta kaun

Khaal che doun


Awaaz kar neeche sambhaal tera tone

Main kamaya itna ki de dunga loan

Bhidele apan se ho gayele maun

Haan party machare to go goa gone


Paisa bachara nahi idhar pe kaun

Kisko nachara baby tera song

Chal aye band kar

Mumbai

Haha


Saath mere panter sab de dete maut

Haan aade phatega to de dete shot

Bantai akela hai sabke liye boht

Zindagi maja ma sab kuch hai short


Saath mere phanter sab de dete maut

Haan aade phatega toh de dete shot

Bantai akela hai sabke liye boht

Kya zindagi maja ma sab kuch hai short


Saath mere badla toh aaja

Naachega tu bhi jab bajega taasa aur baaja

Vibe mera har baar hai taaja

Ja jaake bol sabko aa gayela bambayi ka raja


Jis gully ka sher tu banta

Main wahan ka raja

Dheet sa yeh ladka

Na hai sunta bas naacha

Post a Comment

0 Comments