Insaan Lyrics - MC Stan - Insaan (2022)

 Description:


Song: Insaan
Album: Insaan
Singer: MC Stan
Lyrics: MC Stan
Music: MC Stan
Music Label: MC Stan

Lyrics:


You speak Hindi


Stany inki maa ch*d daal


Woh aa gaya

Dekho woh aa gaya


Tera nahi maloom lekin main, main insaan

Kuch log to bhul gaye apun shaitan nahi insaan

Sab insaan khush the us waqt pe jab nai tha paisa

Main bhi ek insaan hi hoon, woh bhi same tere jaisa


Kisko nai maloom insaan kaisa aaya is dharti pe

Tu aaya is duniya mein par jaayenga kiski marzi se

Khuda ne bhi socha hoga kisko banaya galti se

Pehle ke log kyun door rehneke ladki se

 

Pehli baar jab suna mene wayne

Mere paas nai paise the bro woh time pe

Bajrela mein kuch to deep tu fu*kin dhyan de

Kitne log ka ghar chalrela mere naam pe


Nai ayenga pyar tere saath mein nai ayengi teri dosti

Meko do gaz zameen chahiye dafan hone ke liye broks

Tu bolta jhooth lekin main nai bolta

Na karta sajda tu karta gunaah


Insaan ko kuch dikhra nai sirf dikhre paise

Yeh paiso ke wajah se ho gaye hum log kaise

Ek insaan ek insaan ko marta aur sab log dekhre

Upar wala ne zabaan diya isliye kuch bhi bajre


Insaan ko sirf paise chahiye aur shayad se fame

Main samjhra tha insaan ko par janwar ne samjha pain

Khuda se badha banna chahta hai bro kyun tu

Main act aisa karta bro jaisa main theek hoon

 

Tum poori zindagi bhar dhundoge yahan pe kon hai real

Tu bhi ek insaan main bhi ek insaan isliye hota feel

Apun sab hai ek energy hai jisko bolte rooh aur dil

Conscious aur subconscious minds ke sath mein karta deal


Rota nai main rota dil

Nai hora meko kuch bhi feel

Din nikalra main khake pill

Yeah yeah

Dukha mat tu kiska dil

Main god ko leke aata phir

Tu meko mil ya maut ko mil, aah, yeah

Uh yeah


Main likhra kuch to deep isliye tum mere fan hai

Main nai karra kuch yeh sab god plan hai

Main bharosa karneka kyun ki tu bhi ek insaan hai

Main bechna soul chahta khuda ko main tentacion hai


Insaan ko kuch dikhra nai sirf dikhre paise

Yeh paiso ke wajah se ho gaye hum log kaise

Ek insaan ek insaan ko marta aur sab log dekhre

Upar wala ne zabaan diya isliye kuch bhi bajre


Insaan ko sirf paise chahiye aur shayad se fame

Main samjhra tha insaan ko par janwar ne samjha pain

Khuda se badha banna chahta hai bro kyun tu

Main act aisa karta bro jaisa main theek hoon


Insaan

Haan haan

Insaan

You know like


Like, insaan ich ek jaat hai, you know

Like fuckin

Cloud 9

I’m up to this s**t


Jaat beet kuch nahi

Insaan hai album pe insaan

Insaan insaan insaan

Insaan insaan

Woh aa gaya

Dekho, dekho woh aa gaya

Post a Comment

0 Comments