Ajnabi Lyrics - Babbu Maan - Mera Gham (2022)



Description:


Song: Ajnabi
Album: Mera Gham
Singer: Babbu Maan
Lyrics: Babbu Maan
Music: Babbu Maan
Music Label: Babbu Maan

Lyrics:


Ajnabi ajnabi
Baahon mein aao oh ajnabi
Ajnabi ajnabi
Baahon mein aao oh ajnabi

Yeh jawani uspe mausam
Yeh jawani uspe mausam
Aata hai kabhi kabhi
 
Ajnabi ajnabi
Baahon mein aao oh ajnabi
Ajnabi ajnabi
Baahon mein aao oh ajnabi

Kaise chuyein hum chand ko
Chand to humse door hai
Le ayenge ek din zameen par
Itna kyun garoor hai
 
Hum to kabse dhoondh rahe hain
Hum to kabse dhoondh rahe hain
Aaya nazar yeh abhi abhi

Ajnabi ajnabi
Baahon mein aao oh ajnabi
Ajnabi ajnabi
Baahon mein aao oh ajnabi

Bechaini hai agar idhar
Aag udhar bhi kam nahi
Maan fida hai tumpar jaanu
Aaye qayamat gham nahi

Ishq bankar aaj khuda
Ishq bankar aaj khuda
Samjhe tumko nabi nabi

Ajnabi ajnabi
Baahon mein aao oh ajnabi
Ajnabi ajnabi
Baahon mein aao oh ajnabi

Yeh jawani uspe mausam
Yeh jawani uspe mausam
Aata hai kabhi kabhi

Ajnabi ajnabi
Baahon mein aao oh ajnabi
Ajnabi ajnabi
Baahon mein aao oh ajnabi

Post a Comment

0 Comments