Sajda Lyrics - KK - Bhool Bhulaiyaa (2007)



Description:


Song: Sajda
Movie: Bhool Bhulaiyaa
Singer: KK
Lyrics: Sameer
Music: Pritam
Music Label: T-Series

Lyrics:

 

Maaf kare insaaf kare

Rab hona khafa, hona khafa

Jaane jahan se begaane jahan se

Ab main hoon juda, main hoon juda


Jaan liya hai maine maan liya hai

Maine pyar ko apna khuda

 

Sajda main karun pyar ka sajda

Sajda main karun yaar ka sajda

Sajda karun didaar ka sajda

Sajda main karun pyar ka sajda


Maaf kare insaaf kare

Rab hona khafa, hona khafa

Jaane jahan se begaane jahan se

Ab main hoon juda, main hoon juda

 

Jaan liya hai maine maan liya hai

Maine pyar ko apna khuda


Sajda main karun pyar ka sajda

Sajda main karun yaar ka sajda

Sajda karun didaar ka sajda

Sajda main karun pyar ka sajda


Har chahat mannat si lage

Mujhse duniya bhi jannat si lage

Khwaabon mein bikhri jhalak se mila

Main to zameen pe falak se mila


Hosh nahi hai ab hosh nahi

Chaya hai mujhpe nasha


Sajda main karun pyar ka sajda

Sajda main karun yaar ka sajda

Sajda karun didaar ka sajda

Sajda main karun pyar ka sajda


Har afsana nazar se bayaan

Mere ehsaas ka rang jawaan

Aise jazbaaton se dil yeh mila

Jaise viraano mein phool khila


Saari fiza mein rawaan hain rawaan

Meri dhadkano ki sada


Sajda main karun pyar ka sajda

Sajda main karun yaar ka sajda

Sajda karun didaar ka sajda

Sajda main karun pyar ka sajda


Maaf kare insaaf kare

Rab hona khafa, hona khafa

Jaane jahan se begaane jahan se

Ab main hoon juda, main hoon juda


Jaan liya hai maine maan liya hai

Maine pyar ko apna khuda


Sajda main karun pyar ka sajda

Sajda main karun yaar ka sajda

Sajda karun didaar ka sajda

Sajda main karun pyar ka sajda

Post a Comment

0 Comments