Bardaasht Lyrics - KK, Sunidhi Chauhan - Humraaz (2002)


 

Description:


Song: Bardaasht
Movie: Humraaz
Singer: KK, Sunidhi Chauhan
Lyrics: Sudhakar Sharma
Music: Himesh Reshammiya
Music Label: Ishtar Music

Lyrics:


Bardaasht nahi kar sakta

Ab door nahi reh sakta ek din

Bardaasht nahi kar sakta

Ab door nahi reh sakta ek din

Tere bin


Bardaasht nahi kar sakta

Ab door nahi reh sakta ek din

Bardaasht nahi kar sakta

Ab door nahi reh sakta ek din

Tere bin

 

Yeh ishq wishq to yaar bada hai kamaal

Yeh paida karta hai lakhon sawaal

Yeh ishq wishq to yaar bada hai kamaal

Yeh paida karta hai lakhon sawaal


Kayi khwab yeh dikhata hai

Kayi dard yeh jagata hai

Yeh mushkile badata hai

Jannat bhi yeh dikhata hai


Jannat se door jaaye kahan

Jaaye kahan jaaye kahan


Bardaasht nahi kar sakta

Ab door nahin reh sakta ek din

Bardaasht nahi kar sakta

Ab door nahi reh sakta ek din

Tere bin


Jo na ho aarzo to aashiqui hai kya

Jo sanam na mile to zindagi hai kya

Jo na ho aarzo to aashiqui hai kya

Jo sanam na mile to zindagi hai kya


Yeh aashiqui lubhati hai

Lekin bada satati hai

Nazdikiyan laati hai

Kabhi dooriyan badhati hai


Mit jaane do yeh dooriyan

Yeh dooriyan yeh dooriyan


Bardaasht nahi kar sakta

Ab door nahi reh sakta ek din

Bardaasht nahi kar sakta

Ab door nahi reh sakta ek din

Tere bin

Post a Comment

0 Comments