Saansein Dene Aana Lyrics - Raj Barman, Palak Muchhal - OM (2022)


 

Description:


Song: Saansein Dene Aana
Movie: OM
Singer: Raj Barman, Palak Muchhal
Lyrics: Manoj Yadav
Music: Chirantan Bhatt
Music Label: Zee Music Company

Lyrics:


Haan marte hain tujhpe

Ab kuch aur karte nahi

Tere dil mere dil

Kasam se guzarte nahi


Kahan ho kahan ho

Kidhar ho ke sunte nahi

Yeh lamhe tere

Intezaar ke kat’te nahi

 

Main aasma andhera

Tu chand banke aana

Inn dil ki dhadkano ko

Tu saansein dene aana


Main aasmaan andhera

Tu chand banke aana

Inn dil ki dhadkano ko

Tu saansein dene aana

 

Aana tu aisi

Mohabbat le aana

Jo ab tak kisi ne na ki ho


Woh ishq lana

Aisa deewana banana

Zikar jiska jannat talak ho


Jo hua na kabhi ab na hoga kabhi

Misaale sada jiski denge sabhi

Bas yeh duaa poori karle meri

Tu aaja na aaja na aaja na


Main tujhpe mar mitunga

Tu mujhpe marne aana

Inn dil ki dhadkano ko

Tu saansein dene aana


Main aasmaan andhera

Tu chand banke aana

Inn dil ki dhadkano ko

Tu saansein dene aana


Saans tu dene aana

Saans saans tu dene aana…


Main aasmaan andhera

Tu chand banke aana

Inn dil ki dhadkano ko

Tu saansein dene aana


Main aasmaan andhera

Tu chand banke aana

Inn dil ki dhadkano ko

Tu saansein dene aana

Post a Comment

0 Comments