Zindagi Lyrics - Sonu Nigam - Ardh (2022)



Description:


Song: Zindagi
Movie: Ardh
Singer: Sonu Nigam
Lyrics: Kunaal Vermaa
Music: Palash Muchhal
Music Label: Zee Music Company

Lyrics:


Layegi tu khushi yeh kaha tha

Ab nibha le zindagi tera wada

Layegi tu khushi yeh kaha tha

Ab nibha le zindagi tera wada


Tune jo bhi diya raasta main chala

Ho gaya hai safar ab to aadha

Tune jo bhi diya raasta main chala

Ho gaya hai safar ab to aadha

 

Aayega kab woh din yeh bata ja

Ab nibha le zindagi tera wada

Layegi tu khushi yeh kaha tha

Ab nibha le zindagi tera wada


Chehre kayi hain chehre pe mere

Na jaane mera hai kaun sa


Ho chehre kayi hain chehre pe mere

Na jaane mera hai kaun sa

Ek zindagi hai kirdaar hai do

Kisko jiyun main kar faisla

 

Jee raha hoon jo mera khwab na tha

Ab nibha le zindagi tera wada

Layegi tu khushi yeh kaha tha

Ab nibha le zindagi tera wada


Main roz ghar se umeed leke

Jaata hoon aksar yeh soch kar


Ho main roz ghar se umeed leke

Jaata hoon aksar yeh soch kar

Ke aaj meri badlegi kismat

Dil ko milegi achhi khabar


Hai mera yeh veham kya pata tha

Ab nibha le zindagi tera waada

Layegi tu khushi yeh kaha tha

Ab nibha le zindagi tera wada


Tune jo bhi diya raasta main chala

Ho gaya hai safar ab to aadha

Tune jo bhi diya raasta main chala

Ho gaya hai safar ab to aadha


Aayega kab woh din yeh bata ja

Ab nibha le zindagi tera wada

Layegi tu khushi

Post a Comment

0 Comments