Mann Jogiya Lyrics - Yasser Desai (2022)


 

Description:


Song: Mann Jogiya
Singer: Yasser Desai
Lyrics: Shakeel Azmi
Music: Harish Sagane
Music Label: NAV Records

Lyrics:


Mann jogiya huya jogiya huya re

Rang laaga mujhko yaar gerua

Ek chehre mein basa yeh jahan hain saara

Mera ishq mera pyar gerua


Mere dil ka dilnashi woh hai

Meri jaan ka jaanasheen woh hai

Mere main ka hamnsheen woh hai

Mere main ka hamnasheen woh


Woh naam woh kahani

Hai yaad muh zubani

Woh mera yaar-e-jaani

Jaani maula


Main aag hoon woh paani

Do labz hai do maani

Milne ki phir bhi thani

Thani maula


Woh naam woh kahani

Hai yaad muh zubani

Woh mera yaar-e-jaani

Jaani maula


Main aag hoon woh paani

Do labz hai do maani

Milne ki phir bhi thani

Thani maula


Dariya dariya uski leharein

Aur sahil sa hoon main

Main hawa hoon woh hai khushbhoo

Usme shamil sa hoon main


Dariya dariya uski leharein

Aur sahil sa hoon main

Main hawa hoon woh hai khushbhoo

Usme shamil sa hoon main


Main usme shaam ke surajon sa utra

Woh chamke dhaar dhaar gerua

Ek chehre mein basa yeh jahan hai sara

Mera ishq mera pyar gerua


Mere dil ka dilnashi woh hai

Meri jaan ka jaanasheen woh hai

Mere main ka hamnsheen woh hai

Mere main ka hamnasheen woh


Woh naam woh kahani

Hai yaad muh zubani

Woh mera yaar-e-jaani

Jaani maula


Main aag hoon woh paani

Do labz hai do maani

Milne ki phir bhi thani

Thani maula


Woh naam woh kahani

Hai yaad muh zubani

Woh mera yaar-e-jaani

Jaani maula


Main aag hoon woh paani

Do labz hai do maani

Milne ki phir bhi thani

Thani maula


Baadalon se chhan ke aaya

Chandani sa woh badan

Main andhere ka makaan tha

Roshni ki woh kiran


Baadalon se chhan ke aaya

Chandani sa woh badan

Main andhere ka makaan tha

Roshni ki woh kiran


Phir zarra zarra main noor mein dhala re

Mujhe ho gaya didaar gerua

Ek chehre mein basa yeh jahan hai sara

Mera ishq mera pyar gerua


Mere dil ka dilnashi woh hai

Meri jaan ka jaanasheen woh hai

Mere main ka hamnsheen woh hai

Mere main ka hamnasheen woh


Woh naam woh kahani

Hai yaad muh zubani

Woh mera yaar-e-jaani

Jaani maula


Main aag hoon woh paani

Do labz hai do maani

Milne ki phir bhi thani

Thani maula


Woh naam woh kahani

Hai yaad muh zubani

Woh mera yaar-e-jaani

Jaani maula


Main aag hoon woh paani

Do labz hai do maani

Milne ki phir bhi thani

Thani maula


Post a Comment

0 Comments