Pyaar Mein Tere Lyrics - Shaan (2022)


 

Description:


Song: Pyaar Mein Tere
Singer: Shaan
Lyrics: Anjaan Sagri
Music: Nazakat Shujat
Music Label: Zee Music Company

Lyrics:


Zindagi ko nayi zindagi mil gayi
Mujhe tum kya mile
Har khusi mil gayi

Pyaar mein tere aisa kiya
Jitna jiya bas tujhko jiya
Pyaar mein tere aisa kiya
Jitna jiya bas tujhko jiya

Tu hai meri har duaa
Tune khusiyan ki aata
Tu hai meri har duaa
Tune khusiyan ki aata

Yeh meri zindagi
Ab tera ishq hai

Pyaar mein tere aisa kiya
Jitna jiya bas tujhko jiya
Pyaar mein tere aisa kiya
Jitna jiya bas tujhko jiya

Tu hi to yaara mera naseeb hai
Sabse hi jyada tu mere kareeb hai
Tu hi to yaara mera naseeb hai
Sabse hi jyada tu mere kareeb hai

Saanson ka meri ab tu hi zikr hai
Har pal mujhko yaara teri fikar hai

Tu hai meri har duaa
Tune khusiyan ki aata
Yeh meri zindagi
Ab tera ishq hai

Pyaar mein tere aisa kiya
Jitna jiya bas tujhko jiya

Chahat se teri
Sawara hai khudko
Tere jahan mein
Utara hai khudko

Chahat se teri
Sawara hai khudko
Tere jahan mein
Utara hai khudko

Tujhpe hi to hai
Thehri yeh meri nazar
Hai tere ishq ka
Mujhpe gehra asar

Tu hai meri har duaa
Tune khusiyan ki aata
Yeh meri zindagi
Ab tera ishq hai

Pyaar mein tere aisa kiya
Jitna jiya bas tujhko jiya
Pyaar mein tere aisa kiya
Jitna jiya bas tujhko jiya

Post a Comment

0 Comments