Ishq Ishq Karke Lyrics - Stebin Ben (2022)


 

Description:


Song: Ishq Ishq Karke
Singer: Stebin Ben
Lyrics: Kausar Jamot
Music:  Kausar Jamot
Music Label: Zee Music Company

Lyrics:


O jabse mila hai ishq tera

Saanson se dil tak hoon main tera

O jabse mila hai ishq tera

Saanson se dil tak hoon main tera


Pyar teri akhiyan de vich padhke

Beshaq maine tujhko saup diya


Mujhe hai ek teri parwah

Jind saari mein tere te waareya


Ho main taan ishq ishq karke

O saari duniyadari chhad ke

O tujhe ek baat main kehna sohneya


Ke sirf tu meri main tera

Tu bas meri banke rehna

Ae mujhe dastkhat kar dena sohneya


O kore kagazon pe likhe

Apne pyar ke yeh qisse

Paana hai tujhko bas

Ye tay kar liya hai


Kab se maanga tha yeh rab se

Aa gayi tu mere hisse

Saare zamaane ko yeh

Pata chal gaya hai


Na jaane mujhko kya hua hai


Ho main taan ishq ishq kar ke

O saari duniyadari chhad ke

O tujhe ek baat main kehna sohneya


Ke sirf tu meri main tera

Tu bas meri banke rehna

Ae mujhe dastkhat kar dena sohneya


O chahe lakh zamana mare taana

Tere bin nai rehna ae

Main ton tere pichhe pichhe

Saari zindadi chalna ae


Na jaane mujhpe tera

Kya asar hua hai

Dheere dheere teri ore

Badhne laga hai


Dil besabar ab hua hai


Ho main taan ishq ishq kar ke

O saari duniyadari chhad ke

O tujhe ek baat main kehna sohneya


Ke sirf tu meri main tera

Tu bas meri banke rehna

Ae mujhe dastkhat kar dena sohneya

Post a Comment

0 Comments