Pehli Baarish Mein Lyrics - Sumit Bhalla, Anita Bhatt (2022)


 

Description:


Song: Pehli Baarish Mein
Singer: Sumit Bhalla, Anita Bhatt
Lyrics: Mukesh Mishra, Bhanu Pandit
Music: Bhanu Pandit
Music Label: Aatma Music

Lyrics:


Jitne bhi yeh badal hain

Lagta hai sab pagal hain


Jitne bhi yeh badal hain

Lagta hai sab pagal hain

Barsatein hain yaad teri

Aur tanhayi ka pal hai


Betaab dil hai sang tere

Bheegne ki khwahish mein


Aaja aaja milne

Pehli baarish mein

Aaja aaja milne

Pehli baarish mein


Aaja aaja milne

Pehli baarish mein

Aaja aaja milne

Pehli baarish mein


Kabhi khatam na hone wali

Kuch baatein karni hai

Boli to dil ki hai par

Aankhon se kehni hai


Kabhi khatam na hone wali

Kuch baatein karni hai

Boli to dil ki hai par

Aankhon se kehni hai


Leke aayi hawayein

Mujh tak teri yeh fariyaad

Maine bhi mohabbat bheji hai

Baadlo ke haath


Jodi hai apni aarzo

Teri farmaish mein


Aaja aaja milne

Pehli baarish mein

Aaja aaja milne

Pehli baarish mein


Dooriya sab mitake tu o jana aa jana

Mausam ka bhi mizaaj yeh kehta hai o o

Dhundhta dil yeh mera tujhko hoke deewana

Bas tere intezar mein rehta hai o o


Aane laga hai dil teri

Aankhon ki saazish mein


Aaja aaja milne

Pehli baarish mein

Aaja aaja milne

Pehli baarish mein


Aaja aaja milne

Pehli baarish mein

Aaja aaja milne

Pehli baarish mein

Post a Comment

0 Comments