Tumhe Pyaar Karungga Lyrics - Lakshay Kapoor (2022)


 

Description:


Song: Tumhe Pyaar Karungga
Singer: Lakshay Kapoor
Lyrics: Rashmi Virag
Music: Javed-Mohsin
Music Label: VYRL Originals

Lyrics:


Door kahin pe

Main leke chalun tumko

Aur wahin pe

Main chhuke kahun tumko


Pal bhar ka nahi janmon ka hai

Duniya se alag yeh rishta hai


Tumhe pyaar karungga main itna

Koi kar na sakega jitna

Jo bhi tha woh keh to diya hai

Kuch tum bhi zara keh do na


Mujhe itna yakeen bas dedo

Yeh pyaar kabhi kam ho na

Jo bhi tha woh keh to diya hai

Kuch tum bhi zara keh do na


Iss duniya mein hum tum dono

Honge na kal bas yahi sach hai

Log yahan aate jaate hain

Reh jaati bas chaahat hai


Iss pal mein saath tumhare hoon

Baaki to apni qismat hai


Kabhi door chala jaun to

Aawaz mujhe tum dena

Jo bhi tha woh keh to diya hai

Kuch tum bhi zara keh do na


Tumhe pyaar karungga main itna

Koi kar na sakega jitna

Jo bhi tha woh keh to diya hai

Kuch tum bhi zara keh do na

Post a Comment

0 Comments