Tujhe Bhi Chand Lyrics - Shreya Ghoshal - Sukoon (2022)


 

Description:


Song: Tujhe Bhi Chand
Movie: Sukoon
Singer: Shreya Ghoshal
Lyrics: Siddharth – Garima
Music: Sanjay Leela Bhansali
Music Label: Saregama Music

Lyrics:


Tujhe bhi chand

Tujhe bhi chand

Zara sa dikhta hai kya

Jala sa dikhta hai kya

Apne ghar se


Tujhe aasmaan

Yeh neela dikhta hai kya

Yeh geela dikhta hai kya

Apne ghar se


Yeh tere aankhon mein

Bhara rehta hai kyun

Yeh teri raahon mein


Khada rehta hai kyun

In galiyon mein bhi

Sukoon bikta hai kya

Zara sa dikhta hai kya

Zara sa dikhta hai kya

Apne ghar se

Tujhe bhi chand zara sa


Yeh gehri neend jaga leta hai yoon

Yeh bairi man ko chhala deta hai yoon

Is chilman pe bhi raffu tikta hai kya

Zara sa dikhta hai kya

Jala sa dikhta hai kya


Apne ghar se

Tujhe aasmaan

Yeh neela dikhta hai kya

Yeh geela dikhta hai kya

Apne ghar se


Tujhe bhi chand zara sa



Post a Comment

0 Comments