Naraaz Piya Lyrics - Shashaa Tirupati, Piyush Shankar (2023)


 

Description:


Song: Naraaz Piya
Singer: Shashaa Tirupati, Piyush Shankar
Lyrics: Rashmi Virag
Music: Piyush Shankar
Music Label: Zee Music Company

Lyrics:


Tere ishq mein kya na kiya

Tere ishq mein kya na kiya

Raha tu naraaz magar piya

Raha tu naraaz piya


Jaane kaun si baat buri

Lagi jo na batayi mujhe


Sochu main har roz yehi piya

Raha kyon naraaz piya

Sochu main har roz yehi piya

Raha kyon naraaz piya


Pehle mera dil bichhta tha

Aate the phir kadam tere


Ho pehle mera dil bichhta tha

Aate the phir kadam tere

Jis din toota do tukdon mein

Saare toote bharam mere

Mujhe maar ke chhod diya

Koyi karta hai aisa bhi kya


Ja maine tujhe maaf kiya piya

Ja maine tujhe maaf kiya

Ja maine tujhe maaf kiya piya

Ja maine tujhe maaf kiya


Jaane kaun si baat buri

Lagi jo na batayi mujhe


Sochu main har roz yehi piya

Raha kyon naraaz piya

Sochu main har roz yehi piya

Raha kyon naraaz piya




Post a Comment

0 Comments