Tumne Hamein Lyrics - Ankush Bhardwaj (2023)


 

Description:


Song: Tumne Hamein
Singer: Ankush Bhardwaj
Lyrics: Himesh Reshammiya
Music: Himesh Reshammiya
Music Label: Himesh Reshammiya Melodies

Lyrics:


Mohabbat mein tumhari

Har shart mujhe manzoor hai

Par yeh manzoor nahi

Ke tu mujhse door hai


Kya hua kis baat par

Tumne hamein chhoda

Kya hua kis baat par

Tumne hamein chhoda


Aye saathiya sun

Rab ne humein tha joda

Phir bhi toone rishta

Hamara kyun toda


Kya hua kis baat par

Tumne hamein chhoda

Kya hua kis baat par

Tumne hamein chhoda


Har mod par jahan thi khushiyan

Yaad aate hain woh din kitne

Jaane kahan kin raahon par

Yoon fasle badh gaye itne


Kya hua kis baat par

Tumne hamein chhoda

Kya hua kis baat par

Tumne hamein chhoda


Aye saathiya sun

Rab ne humein tha joda

Phir bhi toone rishta

Hamara kyun toda


Kya hua kis baat par

Tumne hamein chhoda

Kya hua kis baat par

Tumne hamein chhoda


Socha na tha aisa hoga par

Kyun ho gaya aisa batwara

Tumse ummeedein thi kitni

Tumse hi to jag tha saara


Kya hua kis baat par

Tumne hamein chhoda

Kya hua kis baat par

Tumne hamein chhoda


Aye saathiya sun

Rab ne humein tha joda

Phir bhi toone rishta

Hamara kyun toda


Kya hua kis baat par

Tumne hamein chhoda

Kya hua kis baat par

Tumne hamein chhoda




Post a Comment

0 Comments