Awaara Lyrics - Tulsi Kumar (2023)

Awaara Lyrics - Tulsi Kumar

 

Description:


Song: Awaara
Singer: Tulsi Kumar
Lyrics: Tulsi Kumar
Music: Kaushik-Guddu
Music Label: T-Series

Lyrics: 


Sochte the hum yeh

Aisa hoga kya kabhi

Tumse milke dil yeh

Meri sunta hi nahi


Sochte the hum yeh

Aisa hoga kya kabhi

Tumse milke dil yeh

Meri sunta hi nahi


Pyaar kya yeh hota hai

Hum na jaan paate hain

Gar meri zindagi mein

Yaar tum na aate


Dil hamara tha awaara

Ab tumhara ho gaya

Dil hamara tha awaara

Ab tumhara ho gaya

Jo bhi khwabon mein dikha tha

Sach woh saara ho gaya


Dil hamara tha awaara

Ab tumhara ho gaya

Dil hamara tha awaara

Ab tumhara ho gaya


Tu hi dil mein mere hai

Aur tu rubaru yoon hai


Kehna chahun tujhse sab

Par lafz khoye khoye hain

Tu mera hi ban jaaye bas

Yehi hain duayein

Teri baatein sunte sunte

Shaamein ho subahein


Dil hamara tha awaara

Ab tumhara ho gaya

Dil hamara tha awaara

Ab tumhara ho gaya

Jo bhi khwabon mein dikha tha

Sach woh saara ho gaya


Dil hamara tha awaara

Ab tumhara ho gaya

Dil hamara tha awaara

Ab tumhara ho gaya





Post a Comment

0 Comments