Dard-e-Dil Lyrics - Panther, Ankee (2023)

Dard-e-Dil Lyrics - Panther, Ankee

 

Description:


Song: Dard-e-Dil
Singer: Panther, Ankee
Lyrics: Panther
Music: Panther
Music Label: Sony Music India

Lyrics: 


Suno mera dard-e-dil

Usne zakham diya

Phir woh hans ke chal padi

Hum to unke muntazir

Shikwe lakhon par

Chehre pe shikan nahi


Suno mera dard-e-dil

Usne zakham diya

Phir woh hans ke chal padi

Hum to unke muntazir

Shikwe lakhon par

Chehre pe shikan nahi


Usne jalaya humko main usse jala kab

Hota zara bata aisa insaaf kahan par

Daga kar phir uski dawa kar

Baat bas itni si ki gaya ni tu bata kar


Tumne rulaya humko aansu mein baha par

Hota Zara bata aisa insaaf kahan par

Zyada sunaya toone aur phir suna kam

Baat bas itni si ki gaya ni tu bata kar


Padha kar tu mere baare padha kar

Jaana hai kya upar leke

Wafa tujhe bacha kar

Hansi gayi phansa kar


Hansi gayi bhula kar

Koyi ghayal na chhoote

Jab koyi chhode gale lagakar

Nazm tere naam pe to

Deta hoon kucdh bada padh

Ho gayi tu kharch

Karunga kya itna kama kar

Zyada sunaya toone aur phir suna kam

Baat bas itni si ki gaya ni tu bata kar


Suno mera dard-e-dil

Usne zakham diya

Phir woh hans ke chal padi

Hum to unke muntazir

Shikwe lakhon par

Chehre pe shikan nahi


Suno mera dard-e-dil

Usne zakham diya

Phir woh hans ke chal padi

Hum to unke muntazir

Shikwe lakhon par

Chehre pe shikan nahi


Kehna to hai kaafi tumse

Shayad ek baar to mang loge maafi mujhse

Log kehte hum na reh gaye hain pehle jaise

Shayad tu reh gayi hai kaafi mujhmein


Bhari duniya lagti khaali si hai

Na hoon akela par akelepan ka sath bhi hai

Tu gayi to chala gaya sukun bhi

Ab kisi jism mein tere jism sa aaraam ni hai


Chehre kaafi par hai tera chehra nahi

Kehte sab par koyi tumsa kehta nahi

Rehne ko hai kaafi ghar mere paas

Par na ghar mein hoti tu to

Dhar bhi ghar sa lagta nahi


Lagta nahi ghar sa lagta nahi aye aye

Lagta nahi ghar bhi ghar sa lagta nahi


Sab kuchh paakar bhi sab kho diya hai

Kiya itna sab par tu na to kyon kiya hai

Jhagadta na hai mujhse ab koyi

Apne mein hoon rehta kyuki

Apno ko hi kho diya hai

Kho diya hai kho diya hai kho diya hai


Suno mera dard-e-dil

Usne zakham diya

Phir woh hans ke chal padi

Hum to unke muntazir

Shikwe lakhon par

Chehre pe shikan nahi


Suno mera dard-e-dil

Usne zakham diya

Phir woh hans ke chal padi

Hum to unke muntazir

Shikwe lakhon par

Chehre pe shikan nahi




Post a Comment

0 Comments