Kya Hua Tera Wada Lyrics - Sanam (2023)

 

Kya Hua Tera Wada Lyrics - Sanam

Description:


Song: Kya Hua Tera Wada
Singer: Sanam
Lyrics: Majrooh Sultanpuri
Music: Band Sanam
Music Label: Saregama Music

Lyrics: 


Yaad hai mujhko toone kaha tha

Tumse nahi roothenge kabhi

Dil ki tarah se hath mile hain

Kaise bhala chhootenge kabhi


Teri baahon mein beeti har shaam

Bewafa yeh bhi kya yaad nahi

Kya hua tera wada

Woh kasam woh irada


Bhoolega dil jis din tumhein

Woh din zindagi ka aakhri din hoga

Kya hua tera wada

Woh kasam woh irada


O kehne wale mujhko farebi

Kaun farebi hai yeh bata

Woh jisne gam liya pyaar ke khaatir

Ya jisne pyaar ko bech diya


Nasha daulat ka aisa bhi kya

Ke tujhe kuchh bhi yaad nahi

Kya hua tera wada

Woh kasam woh irada


Bhoolega dil jis din tumhein

Woh din zindagi ka aakhri din hoga

Kya hua tera wada

Woh kasam woh irada




Post a Comment

0 Comments