Tanha Hun Main Lyrics - Manoj Tiwari, Krishna Mittal (2023)




 

Description:


Song: Tanha Hun Main
Singer: Manoj Tiwari, Krishna Mittal
Lyrics: Lado Suwalka
Music: Ajay Jaiswal
Music Label: T-Series

Lyrics: 


Sa sa ni sa re ga ma

Ga re ga sa sa ni sa

Sa re sa re ga ma

Ga re ga sa sa ni


Hai dhoop meri zindagi

Mujhe saaye ki darkar hai

Aayega mausam ishq ka

Dhadkano ko aitbar hai


Hai dhoop meri zindagi

Mujhe saaye ki darkar hai

Aayega mausam ishq ka

Dhadkano ko aitbar hai


Tanha hun main tanhai mein

Khud ko kaise sambhalun


Tum bolo to tumhein

Apna aasmaan bana loon

Sar rakh ke main kandhe pe

Do pal bita loon


Tum bolo to tumhein

Apna aasmaan bana loon

Sar rakh ke main kandhe pe

Do pal bita loon


Sa sa ni sa re ga ma

Ga re ga sa sa ni sa


Sa re sa re ga ma

Ga re ga sa sa ni

Gaanv mein kisi ko bhi yeh pata nahi

Ke main bas tum pe marta hoon

Tu ik dafa dikh jaaye sau dafa teri

Isliye gali se ghuzarta hoon


Main bas tere liye sanwarta hoon

Main bas tere liye sanwarta hoon


Tum bolo to tumhein

Apna aasmaan bana loon

Sar rakh ke main kandhe pe

Do pal bita loon


Tum bolo to tumhein

Apna aasmaan bana loon

Sar rakh ke main kandhe pe

Do pal bita loon


Sa sa ni sa re ga ma

Ga re ga sa sa ni sa

Sa re sa re ga ma

Ga re ga sa sa ni


Roz dekhna chahta hoon

Tumhein aaine ki tarah

Par yeh baat bhi tumko

Main kabhi keh na saka


Roz dekhna chahta hoon

Tumhein aaine ki tarah

Par yeh baat bhi tumko

Main kabhi keh na saka


Tumse jo doori hai

Nahi ab zaroori hai

Ho ijazat jo tumhari to

Dooriyan saari mita loon


Tum bolo to tumhein

Apna aasmaan bana loon

Sar rakh ke main kandhe pe

Do pal bita loon


Tum bolo to tumhein

Apna aasmaan bana loon

Sar rakh ke main kandhe pe

Do pal bita loon




Post a Comment

0 Comments