Ram Siya Ram Lyrics - Sachet Parampara - Adipurush (Hindi) (2023)

Ram Siya Ram Lyrics - Sachet Parampara - Adipurush (Hindi)

 

Description:


Song: Ram Siya Ram
Movie: Adipurush (Hindi)
Singer: Sachet Parampara
Lyrics: Seepi Jha
Music: Sachet Parampara
Music Label: T-Series

Lyrics: 


Tum rajkumari ho Jaanki

Tumhari jagah mehlon mein hai

MEra mehal to wahin hai

Jahan mere Raghav hain


Aapki parchhayi aapka sath

Chhod sakti hai

Par aapki Jaanki nahi


Ho janam janam ki khoj baytaye

Ram su chal ke Ram pe aaye

Prem koyi hum aur na jaanein

Ram se roothe Ram se maane


Ram Siya ki karun kahani


Ek hai chandan ek hai paani

Ram Siya Ram

Siya Ram jai jai Ram

Ram Siya Ram

Siya Ram jai jai Ram


Ram Siya Ram

Siya Ram jai jai Ram

Ram Siya Ram

Siya Ram jai jai Ram


Jaanki Raghav ki hai

Aur Raghav ki hi rahegi

Mere Raghav ka parichay


Unhi se poochh lena

Jab woh mujhe lene aayenge

Hari anant hai katha ananta

Kahahi sunahi bahu vidhi sab santa

Ram ratan dhan jo koyi paaye

Jeewan bhar Ramayan gaaye


Mangal bhawan amangal haari

Drabahu su Dashrath ajar Bihari


Ram Siya Ram

Siya Ram jai jai Ram

Ram Siya Ram

Siya Ram jai jai Ram


Ram Siya Ram

Siya Ram jai jai Ram

Ram Siya Ram

Siya Ram jai jai Ram




Post a Comment

0 Comments