Shukriya Lyrics - Ash King, Palak Muchhal - Chatrapathi (2023)

Shukriya Lyrics - Ash King, Palak Muchhal - Chatrapathi

 

Description:


Song: Shukriya
Movie: Chatrapathi
Singer: Ash King, Palak Muchhal
Lyrics: Mayur Puri
Music: Tanishk Bagchi
Music Label: Times Music

Lyrics: 


Sona sona

Dil ka kona kona hua

Jo hua tere rubaru

Jo na hona tha

Woh jaane kyun ho gaya

Ho gaya jahan tu bhari


Tu mili to laga khamkha bewajah

Dil mera yunhi dhadka kiya


Shukriya tahe dil se shukriya

Haan toone dil chhua hai

Dil ne ki dua hai tera shukriya


Aaj hi haan mile aaj hi


Aaj hi tumhi se pyaar ho gaya

Aakhri haan meri tu aakhri

Saans pe bhi naam hai likha tera

Aur hai pyaar kya

Bas yahi hai pata

Pyaar mein jo mita woh jiya


Shukriya tahe dil se shukriya

Haan toone dil chhua hai

Dil ne ki dua hai tera shukriya


Samne aaj hai samne

Samne hain mere jannatein meri

Thaam le tu agar jo thaam le


Hath mein ho saare mannatein meri

Aasmaan yeh mera razdaan ban gaya

Naam to tera labon ne le liya


Shukriya tahe dil se shukriya

Haan toone dil chhua hai

Dil ne ki dua hai tera shukriya


Tera shukriya hai dil se shukriya

Dil ne ki dua hai tera shukriya hai

Tera shukriya




Post a Comment

0 Comments