Aaj Ke Baad Lyrics - Manan Bhardwaj, Tulsi Kumar - SatyaPrem Ki Katha (2023)

Aaj Ke Baad Lyrics - Manan Bhardwaj, Tulsi Kumar - SatyaPrem Ki Katha

 

Description:


Song: Aaj Ke Baad
Movie: SatyaPrem Ki Katha
Singer: Manan Bhardwaj, Tulsi Kumar
Lyrics: Manan Bhardwaj
Music: Manan Bhardwaj
Music Label: Kiara Advani

Lyrics: 


Saunp doon tujhko

Yeh dil sambhale rakh tha

Tera hi hona tha

Shayad yeh pehle se likha tha


Mehandi ke rang se

Dil ka rang mil jaane de aaj

Jo na mile pehle

Unko mil jaane de aaj


Aaj ke baad tu meri rehna

Tu meri rehna aaj ke baad

Aaj ke baad tu meri rehna

Tu meri rehna aaj ke baad


Haan der se aayega

Tujhko le jayega uda ke apne sath

Dekhenge saare aur woh le jayega

Chhuda ke humse tera hath


Ho jayegi ab teri bhi baari

Phir bhi nahi hogi tu parayi

Aankhein nam hain

Khushiyan bhi sang hain

Bajne do charon ore shehnayi


Aa aaja tujhko sanwarun main

Aaj teri nazrein utarun

Aa heere moti hain kya


Main tujhpe zindagi vaarun

Laal rang teri maang mein

Sehar sajaya hai

Aaj se maine khud ko yoon

Tera banaya hai


Aaj ke baad tu meri rehna

Tu meri rehna aaj ke baad




Post a Comment

0 Comments