Sanam Aa Gaya Lyrics - Payal Dev, Stebin Ben (2023)

Sanam Aa Gaya Lyrics - Payal Dev, Stebin Ben

 

Description:


Song: Sanam Aa Gaya
Singer: Payal Dev, Stebin Ben
Lyrics: Kunaal Vermaa
Music: Payal Dev
Music Label: DRJ Records

Lyrics: 


Kya kahein hum tumhein kitne betaab hain

Aa rahe aap nazaar aap hi aap hain

Jin nigahon mein kal neend bhi thi nahi

Aaj un aankhon mein khwab hi khwab hain


Aake tere baahon mein

Har dard muskura gaya


Chahat ka mausam aa gaya

Tu dar pe jo sanam aa gaya

Chahat ka mausam aa gaya

Tu dar pe jo sanam aa gaya


Paas aa gaye hain tere

Door na raha gaya


Chahat ka mausam aa gaya

Tu dar pe jo sanam aa gaya

Aisi shaam ka humein kab se inetzaar tha

Faaslon mein kam nahi hua mera pyar tha

Dil se chahe poochh te dekh lena baat yeh

Humein maalum tha humein aitbaar tha


Ho paas aa gaye hai dono

Door na raha gaya

Chahat ka mausam aa gaya

Tu dar pe jo sanam aa gaya




Post a Comment

0 Comments