Khairiyat Lyrics - Arijit Singh - Gadar 2 (2023)

Khairiyat Lyrics - Arijit Singh - Gadar 2

 

Description:


Song: Khairiyat
Movie: Gadar 2
Singer: Arijit Singh
Lyrics: Sayeed Quadri
Music: Mithoon
Music Label: Zee Music Company

Lyrics: 


Aye do jahan ke maalik

Sun le meri ghuzarish

Mere jigar ke tukde

Ke vaaste yeh khwaahish


Woh jahan bhi jis jagah ho

Tera hath sar pe rakhna

Hardum har ghadi haan

Tu fikar uski karna


Use khairiyat se rakhna

Use khairiyat se rakhna

Use khairiyat se rakhna

Bas khairiyat se rakhna


Kabhi tezz dhoop uska

Badan jala na payein

Kabhi tezz dhoop uska

Badan jala na payein


Kabhi baarishein bhi usko

Beemar kar na paaye

Ho lihaaf tann pe uske

Tere hathon se tu dhakna

Usko lage na thokar

Itna karam tu karna


Use khairiyat se rakhna

Use khairiyat se rakhna


Use khairiyat se rakhna

Bas khairiyat se rakhna

Use khairiyat se rakhna

Use khairiyat se rakhna

Use khairiyat se rakhna

Bas khairiyat se rakhna


Use khairiyat se rakhna

Use khairiyat se rakhna





Post a Comment

0 Comments